Istakhary ki Dua - Dua e Istakhara - استخارہ کی دعا
Istakhary ki Dua
Aallhum 'iiniy 'Astakhiruk Bieilmik Waastaqdiruk Biqdratik wa'asaluk min Fadlik aledim fa'iinak taqdir wala aqd ir Wataelam wala eaelam wa'ant ealam alghuyub Allah hum an kunt taelam 'iadha alamr khayri li fi dini wamaeashi waeaqibat ‘amri faqduruh li wayasiruh lia thuma barik li fih wa'iin kunt taelam an hadha alamr sharun li fi dini wamashi waeaqibat 'amri... Fasrih eaniy wasrifni eanh waqdur li alkhyr hayth kan thuma ardini bihi.
(Tarjuma) - Ae Allah! Mein Tujh Se Tairay Ilm Ki Badolat Kher Talabb Karta Hon Aur Teri Qudrat Ki Badolat Tujh Se Taaqat Mangta Hon Aur Tairay Fazl Azeem Ka Talabb Gaar Hon Ke Qudrat to Hi Rakhta Hai Aur Mujhe Koi Qudrat Nahi. Ilm Tujh Hi Ko Hai Aur Mein Kuch Nahi Jaanta Aur to Tamam Posheeda Baton Ko Jan-Nay Wala Hai. Ae Allah! Agar Tairay Ilm Mein Hai Ke Yeh Kaam (Jis Ke Liye Isstikhara Kya Ja Raha Hai) Mere Deen, Duniya Aur Mere Kaam Ke Injaam Ke Aitbaar Se Mere Liye Behtar Hai to Usay Mere Naseeb Mein Kar Day Aur Usay Mere Liye Aasaan Kar Day Phir Mujhe Is Mein Barket Day. Aur Agar Tairay Ilm Ke Mutabiq Yeh Kaam Mere Deen, Duniya Aur Mere Kaam Ke Injaam Ke Aitbaar Se Bura Hai. To Usay Mujh Se Hata Day Aur Mujhe Bhi Is Se Hata Day. Phir Mere Liye Kher Muqaddar Farma Day, Jahan Bhi Woh Ho Phir Mujhe Raazi Bhi Kar Day.
0 Comments