Ghusal Ke Faraiz | غسل کے فرائض مکمل تفصیل کے ساتھ
Ghusal Ke Faraiz In Urdu. Ghusal K Kitny Faraiz Hy Mukamal Tafseel K Sath. Ghusal K Faraiz jin Ke Bina Ap Ka Ghusal Nhy Hota. Ak Muslim Keli Yeh Janna Bahut Zaroori Hy K Ghusal K Kitny Aur Kon Sy Faraiz Hy.
Ghusal K Faraiz Kon sy Hy
Ghusal K 3 Faraiz Hy Jin K Bina Ap Ka Ghusal Nhy Hota. Agar Ghusal Karty Waqt In Main Sy Koi Ak Faraiz Reh Jay To Ap Ka Ghusal Nhy Ho Ga. Ap Ko Dobara Ghusal Karna Pary ga. Ghusal K 3 Faraiz Nechy Bayan Kiy Gay Hy.
- Kulli Karna ( کلی کرنا )
- Naak Main Pani Charhana ( ناک میں پانی چڑھانا )
- Tamam Badan Par Pani Bahana ( تمام ظاہر بدن پر پانی بہانا )
Yah 3 Faraiz hy Ghusal K Ap Jub Bhi Ghusal Karty Hy To Yeh Yad Rakhna.
Ghusal Ke Faraiz in Urdu
Nechy Urdu Language Main Ghusal Ke Faraiz Mukamal Tafseel K Sath Bayan Kiy Gy Hy. Agar Ap Urdu Language Samjhty Hy To Ap Yaha Dhiyan Sy Yeh Parhin. Aur In Py Amal Karin.
0 Comments